Similar Posts

28 Comments

  1. ये बहस कभी खत्म नहीं होगी की हिंगलिश में ब्लॉग लिखना चाहिए या हिंदी में ?

    इस पर सारे ब्लॉगर के अलग अलग राय है…मुझे लगता है की अभी हिंगलिश में लिखना ज़यादा लाभदायक है लेकिन गूगल और इन्टरनेट की दुनिया में हो रहे बदलाव को देखते हुवे ये लग रहा है की आने वाले वक़्त में हिंदी की पकड़ इन्टरनेट पर ज़यादा मजबूत होगी.

    गूगल हिंदी के लिए रोज़ नए नए टूल्स पर काम कर रहा है…डोमेन नेम हिंदी में मिलने शुरू हो गए और अब तो आप गूगल में कुछ हिंगलिश में सर्च करो तो top 10 सर्च रिजल्ट में 2 से अधिक हिंदी साईट या ब्लॉग का एड्रेस और नाम hota है.

    मुझे तो लगता है की आने वाला कल हिंदी का होगा जब की वर्तमान हिंगलिश का है,इसमें कोई शक नहीं है.

    वैसे आप का ये पोस्ट बहुत अच्छा है,पढ़ के अच्छा लगा.

    1. आपकी बात सही है. आने वाले टाइम में क्या होगा इसका अंदाजा लगाना मुश्किल है.

  2. Hinglish to Google Adsense support nahi karte. Ab akbar google ads ke support list me dakhiya, or Answer Please dijiya. I am waiting to your answer.

  3. Hindi main Kyu nhi likh sakta hai banda aasani se iska jwab aap logo ne apne comments ko likh ke de diya hai, samajdar ko ishara kafi hai. by the way Article bhut acha hai bhai aur main aapse help lena chahunga agr aap help kroge toh, regarding blogging?

  4. Aapka Comment abhi Approve hona baki hai.
    sir, mai aapki sabhi blog ko padhata hu .mujhe aapki sabhi blog achchhe lagte hai .mujhe aapke support ki bahut jarurat hai. mai ek chhota blogger hu .mai apne padhai ka kharcha nikalna chahta hu .mai bahut mehnat bhi karta hu. pr merewebsite pr views nahi aa rahe hai .mere 4-5 blog first pr rank kar rahe hai .phir bhi views nahi aarahe hai.mai 4 saal se mehnat kar raha hu.mai thoda bhi investment nahi kar sakta .mere pita ek kisan hai .
    https://india-technice.blogspot.com/2020/03/whatsapp-stickers-for-good-morning.html
    https://india-technice.blogspot.com/2020/03/students-3-apps-top-three-apps-for.html
    https://india-technice.blogspot.com/2020/03/likee-app-likee-5-tips-to-earn-money.html
    https://india-technice.blogspot.com/2020/02/patanjali-5g-sim-script-for-blogger.html

    sir please meri koi madad ki jiye .agar aapka koi kaam hoga to mai karne ke liya taiyar hu.sir please help me .

    1. Hi Amrit Sabse pehle to thanks aapko mere blogs pasand aaye. Aapki blog ko maine visit kiya. Sabkuch sahi hai. Par main aapko suggest karunga agar aapka budget utna nahi hai to koi baat nahi. Par aap ek domain purchase kar lo aur usko blog par set kar do. Aur regular mehnat kijiye. Ummid hai jaldi hi aapka Adsense bhi approved ho jayega. Aur earning bhi acchi ho jayegi. Agar koi help chahiye to aap mujhe mail kar sakte hain. Thanks.

  5. Hello bhai kaise ho . Bhai i really loved your content, bhai me bhi blogging krta hu i mean me blogging start krke chod deta hu because koi success nhi milta bhai merko hinglish me blog likhna bohot pasand hai but problem yeh hai ki mai kyi vrri irritate ho jata hu ki kya content likhu or traffic kaise aayega or kya alag alag content daal sakte he ek hi website mai and bhai main question ki (hinglish me agar blog likh rahe he to language setting konsi karein hindi ya english?) And bhai or bohot se questions he jo clear nahi ho rahe . Thank You 🙂

  6. hi Nitish, Mujhe aapka yeh article bahut pasand aaya. mein kuch esi kashmaksh mein tha, ki mein Kahin, hinglish ka blog start karke galti toh nahi ki, waise meine haal hi mein digital mkting ka course shuru kiya tha, aur wahin blog bananey ka mauka bhi mila.
    aap kaafi experienced blogger lag rahe hai ..Pls mujhe suggestion dete rahiyega…mein blogging ki duniya mein bahut naya hoon.

  7. Thanks for the Tips! Me apke blog pad ke bahut hi inspire hua hu aur ek blog start kiya hai hinglishblog.com ap logo ke support ki atyaadhik awshyakta hai.

    Keep writing such informative articles.

    Cheers!

  8. Hello sir,
    Main Apni Website par english content likta tha par hall hi mein maine Hinglish mein Article Likhna Shuru Kiya.
    Ab bas ek question hai li Hinglish mein mein Continue karu ya English.
    Kyuki English mein Traffic jaada hai or Hinglish kam.
    Please Must Reply
    Thanks

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.